About Kids

  " PROPHET MUHAMMAD (PBUH) SAID"I LIKE THE FIVE HABITS OF CHILDREN "

1: They want (Desire) While Crying and Get their Desire. 

2: They Play with Soil that they put Proud and Arrogance in the Soil.


3: they fight and Querral but thay make friendship again they dont keep Jealousy and hatered in their Hearts.


4: they have ( Eat) anything they find and also serve it to other. they dont have greed to collect and hoad.


5: They make Houses with soil then destroy them thay tell that this world is not forever it will be finished one day.

=======================================================
" HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) IRSHAD FARMATEIN HAIN MUJHE BACHON KI PANCH AADATEIN PASAND HAIN "

 1: WOH RO KAR MANGTE HAIN AUR APNI BAAT MANWA LETE HAIN. 

2: WOH MAATI SE KHELTE HAIN AUR KHAROOR O TAKABUR NAHI KARTE. 

3: JO MIL JAE KHA LETE HAIN ZIYADA JAMMA YA ZAKHEERA KARNE KI HOOS NAHI RAKHTE. 

4: LARTE HAIN JHAGARTE HAIN AUR PHIR SULAH KAR LETE HAIN YANI DIL MEIN HASAD AUR KEENA NAHI RAKHTE. 

5: MATI KE GHAR BANATE HAIN KHAIL KOOD KAR GIRA DETE HAIN YANI WOH BATATE HAIN KEH YEH DUNIYA BAQI REHNE WALI NAHI HAI BALKE KHATAM HO JANE WALI HAI.

https://www.facebook.com/cutekids143

1 comment:

  1. Could you please provide the reference of this hadith; Jazak'Allah

    ReplyDelete